Click Here to Download Audio Format |
Click Here to Download Video Format |
Here You Find Gosha E naat(Hamd O Naat Munajaat o Isteghasa Mankabat sal'laam Qaseeda And And Much More) In Image Audio Video Text Format Gosha E Darood Paak sal'lalahu Alayhe wa Alayhe Wa'salam Also Find Islamic wallpapers Books sharii Masails (Questions , And Their Answers) Madani Pearls (Madani Phool) CALLIGRAPHY ( For Sell Also) Lyrics For Members Forum Also Included Here Islamic Designs Events Related Post And Much More.
Here You Find Hamd O Naat Munajaat Isteghasa Mankabaat Salaam Qaseeda in Gosha E Naat menu Available here in Text (Lyrics) Image Audio and Video Format
Here You Find Post Related to Durood e Paak ♥♥♥الصلوة والسلام عليک يا سيدی يارسول الله♥♥♥ ♥♥♥الصلوة والسلام عليک يا سيدی ياحبيب الله♥♥♥.
اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما صَــــــلٌيت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ اللهم بارك علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ كما باركت علَےَ إِبْرَاهِيمَ و علَےَ آل إِبْرَاهِيمَ إِنَّك حَمِيدٌ مَجِيدٌ.
Click Here to Download Audio Format |
Click Here to Download Video Format |
Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar Jaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke Taajdar Mein Akela Aur Masail Zindagi Ke Beshumaar Aap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-e-Aali Waqaar Yaad Aata Hai Tawaaf-e-Khana-e-Ka'aba Mujhe Aur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar Baar Sung-e-Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaif-O-Suroor Chayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-Mustajab Gumbad-e-Khizra Ke Jalway Aur Woh Iftariyan Yaad Aati Hain Bohot Ramzan-e-Taiba Ki Bahaar Ya RasoolAllah Sunn Lejiye Meri Faryad Ko Kon Hai Jou Keh Sunnay Tere Siwaa Meri Pukaar Ghum Zadaa Yoon Na Huwa Hota Ubaid-e-Qadri Iss Baras Bhi Dekhta Gar Sabz Gumbad Ki Bahar اَلصَّلٰوۃ ُوَ السَّلَامُ عَلَیکَ یَا رَسُولَ اللہ وَ عَلیٰ اٰلکَ وَاَصحٰبکَ یَا حَبِیبَ اللہ Gosha.E.Naat Get Daily Free Islamic Poetry Sms Write in a new message Follow GoshaENaat & send it to you country code For Pakistan: 40404, India: 53000 UK: 86444, Turkey: 2444/2555
Jab Gumbad-e-Khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi
Aankhon Ke Raastay Mere Dil Mein Uttar Gayi
Sar Kham Tha Lab Khamoosh Thay Aankhein Thein Ashkbaar
Ik Sa'at-e-Bedaar Thei Jou Ke Guzar Gayi
Barsi Thei Iss Qadar Ke Naha Sa Gaya Udher
Woh Barish-e-Karam Mere Daaman Ko Bhar Gayi
Taiba Se Lautna Kissi Aashiq Se Poochiye
Aisa Hai Jaisay Rooh Badan Say Guzar Gayi
Jou Keh Sakaa Na Lab Se Mili Woh Murad Bhi
Mere Sukoot Per Bhi Shaha Ki Nazar Gayi
Awaz Ubaid Teri Ba Faizan-e-Naat Hee
Seeno Mein Aashiqan Nabi Kay Utar Gayi