Showing posts with label Hamd. Show all posts
Showing posts with label Hamd. Show all posts

Monday, 15 December 2014



















Wednesday, 15 May 2013

Hamd


Tuesday, 30 April 2013

Wahi Rab Hain Jisne Tujhko Hama'atan Karaam Banaya

Wahi Rab Hain Jisne Tujhko Hama'atan Karaam Banaya,

Hume Bheekh Maangne Ko, Tera Aastaa(n) Bataya
Tujhe Hamd Hai Khudaya 

Click Here to Download Audio Format 
Click Here to Download Video Format


Wahi Rab Hain Jisne Tujhko Hama'atan Karaam Banaya,

Hume Bheekh Maangne Ko, Tera Aastaa(n) Bataya
Tujhe Hamd Hai Khudaya 




Tumhi Haakim-E-Baraaya, Tunmhi Qasim-E-Ataaya
Tumhi Dafae'e Balaya Tumhi Shafae'e Khataya
Koyi Tumsa Kaun Aaya 




Woh Kanwari Paak Maryam, Woh Nafakhto Feehe Kaadam
Hain Ajab Nishaan-E-Aazam, Magar Aamena Ka Jaaya
Wohi Sabse Afzal Aaya 




Yahi Bole Sidra Waale, Chaman-E-Jahan Ke Thaale
Sabhi Maine Chaan Daale Tere Paaye Ka Naa Paaya
Tujhe Yakne Yak banaya 




Arey Ae Khuda Ke Bandon, Koi Mere Dil Ko Dhundho,
Mere Paas Tha Abhi To, Abhi Kya Hua Khudaya
Na Koi Gaya Na Aaya




Humko Ay Raza Tere Dil Ka Pata Chala Ba Mushkil
Darr-E-Rouze Ke Muqabil Woh Hame Nazar To Aaya
Yeh Na Pooch Kaisa Paaya



Thursday, 18 April 2013

Kaabay Kee Rounaq Kaabay Ka Manzar


Kaabay Kee Rounaq Kaabay Ka Manzar

Allaho Akbar Allaho Akbar
Dekhon Tou Dekhay Jaon Barabar
Allaho Akbar Allaho Akbar
Hamd-e-Khuda Se Tar Hain Zubanein

Kano Mein Rus Gholti Hain Azaanein
Buss Ik Sadaa Aarahi Hai Baraabar
Allaho Akbar Allaho Akbar
Teray Haram Kee Kiya Baat Maula

Teray Karam Kee Kiya Baat Moula
Taa Umar Karday Aana Muqaddar
Allaho Akbar Allaho Akbar
Maangee Hain Mein Nay Jitnee Duain

Manzoor Hoongi Maqbool Hoongi
Meezab-e-Rehmat Hay Meray Sar Par
Allaho Akbar Allaho Akbar
Yaad Agayein Jab Apni Khatayein

Ashkon Mein Dhalnay Lagee Iltijayein
Roya Ghilaaf-e-Ka’aba Pakkar Kar
Allaho Akbar Allaho Akbar
Bheja Hai Jannat Se Tujhko Khuda Ne

Chuma Hai Tujh Ko Khud Mustafa Ne
Ae Sung-e-Aswad Tera Muqqadar
Allaho Akbar Allaho Akbar
Maula Sabhi Aur Kiya Chahta Hai

Buss Maghfirat Kee Ataa Chahta Hai
Bakhshish Kay Talib Pay Apna Karam Kar
Allaho Akbar Allaho Akbar

Tuesday, 2 April 2013

Apnay Dil ki har awaz Hamd e Khuda lagay

Hamd Shareef

Apnay Dil ki har awaz Hamd e Khuda lagay
Jo bhi Lafz likho wohi Teri Sana Lagay
.
Teri Chahat may haal apna kuch aysa kar lo
ka Hamd o Sana  ki har Awaz meri Sada lagay
.
ik Bond ka Talib Ho Tera Fazal Ka Daraya say
Mil  wo shaoor jo sub say juda lagay
.
Ya RAB  teri Sana ka saleeqa nahi Mujhay
baas Likh dayta ho Jo pyari Teri Ada Lagay
.
Wardaan Kuch or mangta mera Mola
Fakat Siraat wo Atta kar ka Sarkaar ka Gada Lagay  

 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | cheap international calls